dobaaraa
Touch on each word to display its meaning
dobaaraa
Again
muddatoN ke baad ham bhii , sarphire se ho gae haiN
jo kabhii na thaa hamaaraa , ham usii ke ho gae haiN
tere jaane ke baad ham ne , yaaraa , xud ko paa liyaa hai
jo huaa so ho chukaa hai …
jo huaa so ho chukaa hai , is zamaane ko kyaa pataa hai ?
After a long time, I have became even more mad
He who was never mine, I have become his
After your departure, friend, I have found myself
What happened, has happened …
What happened, has happened, and what does this world know?
dil lagaayaa hai dobaaraa
haaN dobaaraa , kyaa karuuN ?
jo kabhii na thaa hamaaraa
hai hamaaraa , kyaa karuuN ?
I engaged my heart again,
yes, twice, what should I do?
He who was never mine,
is mine, what should I do?
tum se duurii ne kiyaa hai
ye ishaaraa , kyaa karuuN ?
ham ko ulfat ne bigRaa
hai dobaaraa , kyaa karuuN ?
Separation from you has
indicated this, what should I do?
Affection has spoiled me
once again, what should I do?
xud ko ham ne hai sambhaalaa
ab dobaaraa , kyaa karuuN ?
Duubte ko milaa hai tinke kaa sahaaraa , kyaa karuuN ?
aaiine se aaj ham ne , sar uThaa ke ye kahaa hai
muskuraanaa siikh lo tum , aaNsuoN ne kyaa diyaa hai ?
Now, I recovered myself
again, what should I do?
The drowning one found the support of straw, what should I do?
Head up, today I have said this to the mirror:
"Learn to smile, what have tears given?"
dil lagaayaa hai dobaaraa
haaN dobaaraa , kyaa karuuN ?
jo kabhii na thaa hamaaraa
hai hamaaraa , kyaa karuuN ?
I engaged my heart again,
yes, twice, what should I do?
He who was never mine,
is mine, what should I do?
teraa maiN ho gayaa , bas tujh meN kho gayaa
duniyaa kyaa kahegii is se maiN barii ho gayaa
I became yours, simply became lost in you
I became free from whatever the world will say
jo muqaddar meN likhaa thaa , vo to ham ne jii liyaa hai
jaam kaRvaa zindagii ne jo pilaayaa pii liyaa hai
ab kahaanii ham likheNge , ik kahaanii ham likheNge
har safHe pe naam apnaa …
har safHe pe naam apnaa bexudii se likh diyaa hai
What was written in my destiny, I have lived it
What bitter goblet life made me drink, I drank
Now, I/we will write a story, together
On each page, my name …
On each page, I have carelessly written my name
dil lagaayaa hai dobaaraa
haaN dobaaraa , kyaa karuuN ?
jo kabhii na thaa hamaaraa
he hamaaraa , kyaa karuuN ?
I engaged my heart again,
yes, twice, what should I do?
He who was never mine,
is mine, what should I do?
About this song
- Singers
- Sehar Gul Khan, Shuja Haider
- Lyrics
- Shuja Haider
- Music
- Shuja Haider
dobaaraa (Hindi: दोबारा, Urdu: دوبارہ) "Twice" or "Again", is a song featured in a successful Pakistani TV drama of the same name, writen by the playwrignt Sarwat Nazir. The story of the drama is about a recently widowed woman falling in love with a man who is close to her adult children’s age. The song was composed and written by Shuja Haider, who also sings a small male part in the song. The main (female) singer is Sehar Gul Khan.