Songs
Kabhi Alvida Naa Kehnatum kō bhī hai xabar You also know it
mujhkō bhī hai patā I also know it
hō rahā hai judā The way for both of us
dōnōṁ kā rāstā has continued to be separate.
dūr jā kē bhī mujh sē Even after going away from me
tum mērī yādōṁ mēṁ rahnā you ultimately stay in my memories
kabhī alvidā na kahnā [x3] Never say goodbye [x3]


jitnī thī xuśiyām̐ As much happiness that there was
sab khō cukī haiṁ all has been spent
bas ēk ġam hai ki jātā nahīṁ There is just a sadness that doesn't go away
samjhā kē dēkhā bahlā kē dēkhā I tried to make it understand, I tried to persuade it
dil hai kī cain is kō ātā nahīṁ Peace of heart does not come to it
ām̐sū haiṁ ki haiṁ aṁgārē Are these tears or embers?
āg hai kab ām̐khōṁ sē bahnē When is fire flowing from my eyes?
kabhī alvidā na kahnā [x3] Never say goodbye [x3]


rut ā rahī hai rut jā rahī hai A season keeps coming, a season keeps going,
dard kā mausam badlā nahīṁ (but) the season of pain did not changed
raṁg yah halkā itnā hai gahrā This faint color is so deep
sadiyōṁ mēṁ hōgā halkā nahīṁ, halkā nahīṁ that it will not fade in centuries
kaun jānē kyā hōnā hai Who would know what is to happen,
ham kō hai ab kyā kyā sahnā all that has to be endured by me/us.
kabhī alvidā na kahnā [x3] Never say goodbye [x3]


tum kō bhī hai xabar You also know it
mujhkō bhī hai patā I also know it
hō rahā hai judā That it is separating
dōnōṁ kā rāstā the path for both of us
dūr jā kē bhī mujh sē Even after going away from me
tum mērī yādōṁ mēṁ rahnā you ultimately stay in my memories
kabhī alvidā na kahnā [x3] Never say goodbye [x3]

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition