Songs
Ghungroo[In the sun and sand the sea in the night]
[and I’m feeling alright] [x2]

kyūm̐ lamhē xarāb karēṁ Why should we waste moments?
ā galtī bē-hisāb karēṁ Let’s make countless mistakes
dō pal ki jō nīṁd uṛī For the few moments when sleep vanished
ā pūrē sārē xvāb karēṁ come, let’s fulfil all dreams

kyā karnē hai umrōṁ kē vādē Why must lifelong promises be made,
yē jō rahtē haiṁ rahnē dē ādhē these which you allow to remain half-fulfilled?
dō bār nahīṁ ēk bār sahī (If) not twice, then at least for once,
ēk rāt kī kar lē tū yārī let’s be intimate for a night

subah tak mān kē mērī bāt Consenting to my words until morning
tū aisē zōr sē nācī āj Today you danced so earnestly
ki ghum̐ghrū ṭūṭ gaē [x2] that ghunghrus were broken [x2]

chōṛ kē sārē śarm aur lāj Forgetting all, shyness and shame
maiṁ aisē zōr sē nācī āj I danced so earnestly today

kyā karnē hai umrōṁ kē vādē Why make lifelong promises,
yē jō rahtē haiṁ rahnē dē ādhē these which you allow to remain half-fulfilled?
dō bār nahīṁ ēk bār sahī (If) not twice, then at least for once,
ēk rāt kī kar lē tū yārī let’s be intimate for a night

dil lēnā, dil dēnā zarūrī nahīṁ hai Give-and-take of hearts is not necessary
in bātōṁ kē sivā bhī bātēṁ kaī hai there are several (other) matters beyond these
dō lamhē sē zyādā kī xvāhiś nahīṁ hai I don’t have desires longer than a few moments,
phir cāhē dōbārā na milnā kahīṁ even if we don't ever have to meet again

mērē sapnē nahīṁ sīdhē-sādhē My dreams are not straightforward
haiṁ ġalatfahmiyām̐ tō miṭā dē (if) there are misconceptions, erase them
dō bār nahīṁ ēk bār sahī (If) not twice, then at least for once,
ēk rāt kī kar lē tū yārī let’s be intimate for a night

subah tak mān kē mērī bāt Consenting to my words until the morning,
tū aisē zōr sē nācī āj today you danced so earnestly
ki ghum̐ghrū ṭūṭ gaē [x2] that ghunghrus were broken [x2]

chōṛ kē sārē śarm aur lāj Forgetting all, shyness and shame
maiṁ aisē zōr sē nācī āj I danced so earnestly today
ki ghum̐ghrū ṭūṭ gaē [x2] that ghunghrus broke [x2]

iśq hai āj bas, kal karnā bhī nahīṁ Let love exist just today, don't even worry about tomorrow
dil mēṁ ṭhahrnā tō hai, par utrnā bhī nahīṁ I must settle in your heart, not descend into it
miṭnā bhī hai kuch dēr kē liē I want to be effaced for a moment
pūrī umr tum pē marnā bhī nahīṁ I don’t want to die my whole life for you

kyā karnē hai umrōṁ kē vādē Why make lifelong promises,
yē jō rahtē haiṁ rahnē dē ādhē these which you allow to remain half-fulfilled?
dō bār nahīṁ ēk bār sahī (If) not twice, then at least for once,
ēk rāt kī kar lē tū yārī let’s be intimate for a night

subah tak thām kē tērā hāth Holding your hand hand until the morning,
tū aisē zōr sē nācī āj today you danced so earnestly
ki ghum̐ghrū ṭūṭ gaē [x2] that ghunghrus broke [x2]

chōṛ kē sārē śarm aur lāj Forgetting all, shyness and shame
maiṁ aisē zōr sē nācī āj I danced so earnestly today
ki ghum̐ghrū ṭūṭ gaē [x3] that ghunghrus were broken [x2]

ṭūṭ gaē … They broke …
ki ghum̐ghrū ṭūṭ gaē that ghunghrus were broken
[both lines x2]

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition