Songs
Tera Woh Pyarbātēṁ tērī kartē huē Speaking your words (i.e. about you)
thak kē sō jātī hūm̐ sirhānē āsmān I weary and sleep with the sky under head
jānē kahām̐ muṛ jātī haiṁ Who knows where they turned
dēkhtē dēkhtē tujhē yē galiyām̐ as I watch and watch the paths, (waiting) for you
tērī tarah xuśbū calē The fragrance flowed like you
tārē hamārī tarah rātōṁ sē milē The stars met the nights the same way we did.


sunī nahīṁ zamān nē tērī mērī kahāniyām̐ The world did not hear the story of yours and mine
kar dē kōī navāziśēṁ karam mēhrbāniyām̐ Would someone give us courtesy, favors and kindness?
yah ārzū thī ki dēkhē yah duniyā There was a wish that this world would see
ham jaisā kōī dīvānā hī nahīṁ that there is not any lover like us
kar dē kōī navāziśēṁ karam mēhrbāniyām̐ Would someone give us courtesy, favors and kindness?


rāt am̐dhērī mēṁ chup rahē thē We were hiding in the dark night
gum ēk savērā ḍhūm̐ḍh rahē thē We were trying to find a lost dawn
sadiyōṁ sē jaisē jāg rahē thē We had been awake from centuries ago
piyār kō apnē ḍhām̐p rahē thē We were concealing our love
phir gir paṛē Then, we stumbled,
kōī milā na sahārā kyā karēṁ we found no one to support us, what shall we do?
sunī nahīṁ zamān nē tērī mērī kahāniyām̐ The world did not hear the story of yours and mine


tērā vah piyār yād āēgā This love of yours will come to mind
bhūlēgā na yah dil mērā This heart of mine will not forget
kyā hō gayā sōcā na thā I had never dreamed what would happen
tērā vah piyār [x8] This love of yours [x8]


tērī vō xāmōśiyām̐ Those silences of yours
kah dētī thīṁ vah sabhī jō tū na kah sakī were saying all that you could not say
kaisē batātī tujhē How do I tell you?
śarmātī thī maiṁ jaisē ām̐cal mēṁ jaltā diyā I was shy, like a lamp burning in a veil
khōē kahām̐ mujh kō batā Tell me where we went lost
tērā vah piyār yād āēgā This love of yours will come to mind
bhūlēgā na yah dil mērā This heart of mine will not forget
tērā vah piyār yād āēgā This love of yours will come to mind
bhūlēgā na yah dil mērā This heart of mine will not forget
kyā hō gayā sōcā na thā I had never dreamed what would happen

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition