Songs
Sun Raha Hai Na Tuapnē karam kī kar adāēṁ … Perform the habits of your benevolence …
yārā … yārā … yārā … Friend … friend … friend …


mujhkō irādē dē Give me intentions …
qasmēṁ dē vādē dē Give me oaths, promises
mērī duāōṁ kē iśārōṁ kō sahārē dē Give signs of support to my prayers
dil kō ṭhikānē dē Give shelter to (my) heart..
naē bahānē dē Give me new excuses
xvābōṁ kī bāriśōṁ kō To the rains of dreams
mausam kē paimānē dē give the cups of a season


apnē karam kī kar adāēṁ Perform the habits of your benevolence …
kar dē idhar bhī tū nigāhēṁ Turn your gaze this way too …


sun rahā hai na tū rō rahā hūm̐ maiṁ? You are listening to me crying, aren't you?
sun rahā hai na tū kyūm̐ rō rahā hūm̐ maiṁ? You are listening, aren't you, why I cry?
[both lines x2]


maṁzilēṁ rusvā haiṁ My destinations are despondent
khōyā hai rāstā the path is lost
āē lē jāē May (she) come and accept
itnī sī iltijā this much of a request


yah mērī zamānat hai This is my security,
tū mērī amānat hai hāṁ you are my safeguard, yes


apnē karam kī kar adāēṁ Perform the habits of your benevolence …
kar dē idhar bhī tū nigāhēṁ Turn your gaze this way too …


sun rahā hai na tū rō rahā hūm̐ maiṁ? You are listening to me crying, aren't you?
sun rahā hai na tū kyūm̐ rō rahā hūm̐ maiṁ? You are listening, aren't you, why I cry?
[both lines x2]


vaqt bhī ṭhahrā hai Time has stopped too,
kaisē kyūm̐ yah huā How and why this happened?
kāś tū aisē āē If only you came
jaisē kōī duā like some prayer!
tū rūh kī rāhat hai You are the relief of (my) soul
tū mērī ibādat hai You are my devotion


apnē karam kī kar adāēṁ Bless me with your grace..
kar dē idhar bhī tū nigāhēṁ Look this way too..


sun rahā hai na tū rō rahā hūm̐ maiṁ? You are listening to me crying, aren't you?
sun rahā hai na tū kyūm̐ rō rahā hūm̐ maiṁ? You are listening, aren't you, why I cry?
yārā … yārā … yārā … Friend … friend … friend …

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition