Songs
Muskaanein Jhooti Hainrāt mēṁ hī jāgtē haiṁ They are awake only in the night
yē gunāhōṁ kē ghar these houses of sins,
inkī rāhēṁ khōl bām̐hēṁ their paths having opened arms
jō bhī āē idhar to those those coming this way


yah hai gumrāhōṁ kā rāstā This is the road for those who are erring
muskānēṁ jhūṭhī haiṁ Smiles are fake,
pahcānēṁ jhūṭhī hai identities are fake,
raṁgīnī hai chāī licentiousness is pervasive,
phir bhī hai tanhāī nevertheless, there is loneliness


kal inhī galiyōṁ mēṁ Yesterday, in these same alleys
in maslī kaliyōṁ mēṁ in these crushed flower buds
tō yah dhūm thī। there was pomp.
jō rūh pyāsī hai There is sadness
jis mēṁ udāsī hai in the soul that is thirsty
vah hai ghūmtī it wanders
sab kō talāśē vahī It searches all
samjhē yah kāś kōī! would that someone understood this!


yah hai gumrāhōṁ kā rāstā This is the road for those who are erring
muskānēṁ jhūṭhī haiṁ Smiles are fake
pahcānēṁ jhūṭhī hai identities are fake,
raṁgīnī hai chāī licentiousness is pervasive,
phir bhī hai tanhāī nevertheless, there is loneliness


halkē ujālōṁ mēṁ In the pale light
halkē aṁdhērōṁ mēṁ jō ēk rāz hai in the soft darkness(es), if there is a mystery,
kyūm̐ khō gayā hai vah? Why has it disappeared?
kyā hō gayā hai ki vah nārāz hai What has happened, that it is angry
ai rāt itnā batā, tujhkō tō hōgā patā Hey, night, tell me that much, for it must be known to you!


yah hai gumrāhōṁ kā rāstā This is the road for those who are erring
muskānēṁ jhūṭhī haiṁ The smiles are fake
pahcānēṁ jhūṭhī hai The identities are fake
raṁgīnī hai chāī Colorfulness is spread,
phir bhī hai tanhāī yet, there is loneliness
muskānēṁ jhūṭhī haiṁ Smiles are fake,
pahcānēṁ jhūṭhī hai identities are fake,
raṁgīnī hai chāī licentiousness is pervasive,
phir bhī hai tanhāī nevertheless, there is loneliness

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition