Songs
Mere Rashk-e-Qamaraisē lahrā kē tū Flaring up in such a way,
rū-barū ā gaī [x2] you came in front of me [x2]
dhaṛknēṁ bē-tahāśā (that) heartbeats began
taṛpnē lagīṁ [x2] to throb wildly [x2]


tīr aisā lagā Such an arrow shot,
dard aisā jagā [x2] such pain arose [x2]
cōṭ dil pē vō khāī, I suffered that blow upon the heart,
mazā ā gayā! I was delighted


mērē raśk-ē-qamar … My Envy of the Moon …


mērē raśk-ē-qamar My Envy of the Moon,
tūnē pahlī nazar when you made (your) first gaze
jab nazar sē milāī meet with (my) gaze
mazā ā gayā I was delighted.


jōś hī jōś mēṁ After coming
mērī āġōś mēṁ in pure enthusiasm, you,
ā kē tū jō samāī who were contained in my embrace
mazā ā gayā I was delighted
[repeats chorus]


mērē raśk-ē-qamar My Envy of the Moon,
tūnē pahlī nazar when you made (your) first gaze
jab nazar sē milāī meet with (my) gaze
mazā ā gayā [x2] I was delighted. [x2]


rēt hī rēt thī There was sand, only sand
mērē dil mēṁ bharī [x2] filled in my heart [x2]
pyās hī pyās thī This life of mine
ziṁdgī yah mērī [x2] was thirst, only thirst [x2]


āj sahrōṁ mēṁ Today, in the deserts,
iśq kē gām̐v mēṁ [x2] in the village of love,
bāriśēṁ ghir kē āī surrounding rains came,
mazā ā gayā I was delighted


mērē raśk-ē-qamar … My Envy of the Moon …


mērē raśk-ē-qamar My Envy of the Moon,
tūnē pahlī nazar when you made (your) first gaze
jab nazar sē milāī meet with (my) gaze
mazā ā gayā I was delighted.


rām̐jhā hō gaē I became a Ranjha,
ham fanā hō gaē। became destroyed.
aisē tū muskurāī, You smiled in such a way,
mazā ā gayā I was delighted


mērē raśk-ē-qamar My Envy of the Moon,
tūnē pahlī nazar when you made (your) first gaze
jab nazar sē milāī meet with (my) gaze
mazā ā gayā [x2] I was delighted.


barq sī gir gaī (It) descended lightning-like,
kām hī kar gaī [x2] did (its) work outright, [x2]
āg aisī lagāī such a fire burned,
mazā ā gayā I was delighted

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition