Songs
Main Kya Karoondil yē mērā, bas mēṁ nahīṁ My heart is not in my control,
pahlē kabhī aisā hōtā thā nahīṁ … this had never happened before


dil yē mērā, bas mēṁ nahīṁ My heart is not in my control
pahlē kabhī aisā hōtā thā nahīṁ this had never happened before
tū hī batā is dil kā maiṁ You just tell me, of this heart
ab kyā karūm̐ what shall I do?


kahnē pē, caltā nahīṁ It doesn't follow what (I) say,
kuch dinōṁ sē, mērī bhī suntā nahīṁ for some days, it doesn't even listen to me
tū hī batā is dil kā maiṁ You just tell me, of this heart,
uf ab maiṁ kyā karūm̐ uff, what shall I do now?
maiṁ kyā karūm̐ … [x6] What shall I do … [x6]
dil kā maiṁ kyā karūm̐ Of (my) heart, what shall I do?
maiṁ kyā karūm̐ … [x6] What shall I do … [x6]
[movie scenes and dialog follow]


kartā āvārgī It wanders around
is pē tō dhun caṛhī, so the only perseverance taking effect on it,
hai pyār kī is that of love
jānē gum hai kahām̐ Who knows where it got lost
bātōṁ mēṁ hai paṛā, bēkār kī If got involved in good-for-nothing talks
kartā hai āvārgī It wanders around
is pē tō dhun caṛhī, so the only perseverance taking effect on it,
hai pyār kī is that of love
na jānē gum hai kahām̐ Nobody knows where it got lost
bātōṁ mēṁ hai paṛā, bēkār kī If has got involved in good-for-nothing talks


ulṭī yah bāt hai It is an adverse matter
aisē hālāt hai such a circumstance
galtī karē, yē maiṁ bharūm̐ It makes mistakes, and I make up for them


uf dil kā kyā karūm̐ Uff, what shall I do of (my)) heart
maiṁ kyā karūm̐ … [x6] What shall I do … [x6]
is dil kā kyā karūm̐ Of this heart, what shall I do?
maiṁ kyā karūm̐ … [x6] What shall I do? [x6]


dil pē mērā qābū nahīṁ On the heart, there is no command of mine,
fitrat kabhī iskī aisī thī nahīṁ its nature was never like this
tū hī batā is dil kā maiṁ You tell me, of this heart,
ab kyā karūm̐ what shall I do now


kahnē pē, caltā nahīṁ It doesn't follow what (I) say,
kuch dinōṁ sē, mērī bhī suntā nahīṁ for some days, it doesn't even listen to me
tū hī batā is dil kā maiṁ You just tell me, of this heart,
uf dil kā kyā karūm̐ uff, what shall I do of this heart?
maiṁ kyā karūm̐ … [x6] What shall I do … [x6]
uf ab kā kyā karūm̐ Uff, now what shall I do of this?
maiṁ kyā karūm̐ … [x6] What shall I do … [x6]

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition