Songs
Khwahishein - Heroinexvāhiśōṁ kā cēhrā kyūm̐ Why does the face of desires
dhum̐dhlā sā lagtā hai seem like blurred?
kyūm̐ anginat xvāhiśēṁ haiṁ Why are there countless desires?
xvāhiśōṁ kā pahrā Why does the guard of desires
kyūm̐ ṭhahrā sā lagtā hai seem to be stand still?
kyūm̐ yē ġalat xvāhiśēṁ haiṁ Why are these desires wrong?


har mōṛ par At every twist (of the road)
phir sē muṛ jātī haiṁ they turn around
khiltē huē pal mēṁ murjhātī haiṁ In a blossoming moment, they wither
haiṁ bēśram They are shameless
phir bhī śarmātī but still shy
haiṁ xvāhiśēṁ They are desires


ziṁdgī kō dhīrē dhīrē Desires slowly/gradually,
ḍastī haiṁ xvāhiśēṁ bite/sting life
ām̐sū kō pītē pītē Desires
ham̐stī haiṁ xvāhiśēṁ drink/supress tears


uljhī huī kaśamkaś mēṁ In tangled confusion
umr kaṭ jātī hai the lifetime is passed


ām̐khēṁ mic jāē Eyes which are shut
jō ujālōṁ mēṁ in brightness
kis kām kī aisī rauśnī What's the use of such a light?
ō ō bhaṭkā kē na Oh, oh! What led you astray
lāē jō kinārōṁ pē and doesn't bring you ashore
kis kām kī aisī kaśtī What's the use of such a boat?


ām̐dhī har dhīrē sē lātī hai They gradually bring storms
vādā kar dhōkhā dē jātī hai Having made promises, they keep on breaking them
mum̐h phēr haṁs kē After turning their faces and laughing,
ciṛhātī hai xvāhiśēṁ desires tease.


ziṁdgī kō dhīrē dhīrē Desires slowly/gradually,
ḍastī haiṁ xvāhiśēṁ bite/sting life
ām̐suōṁ kō pītē pītē Desires
ham̐stī hai xvāhiśēṁ drink/supress tears


uljhī huī kaśamkaś In tangled confusion
mēṁ umr kaṭ jātī hai. the lifetime is passed

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition