Songs
Jaane Kahan Mera Jigar Gayajānē kahām̐ mērā jigar gayā jī Who knows where my courage is gone!
abhī abhī yahīṁ thā kidhar gayā jī It was right here, right now, where's it gone?
kisī kī adāōṁ pē mar gayā jī It fell for someone's charms,
baṛī baṛī ām̐khiyōṁ sē ḍar gayā jī and was scared by big eyes!
arē! Come on!
[all stanza x2]


kahīṁ mārē ḍar kē cūhā tō nahīṁ hō gayā [x2] Perhaps, stricken by fear, didn't it became a mouse? [x2]
kōnē kōnē dēkhā na jānē kahām̐ khō gayā [x2] I've looked into every corner, no idea where it got lost! [x2]
yahām̐ usē lāē kāhē kō binā kām rē Why did you bring it here, without a purpose?
jaldī jaldī ḍhūm̐ḍhō kī hōnē lagī śām rē Look fast, it's nearly evening!
[both lines x2]


jānē kahām̐ mērā jigar gayā jī Who knows where my courage is gone!
abhī abhī yahīṁ thā kidhar gayā jī It was right here, right now, where's it gone?
kisī kī adāōṁ pē mar gayā jī It fell for someone's charms,
baṛī baṛī ām̐khiyōṁ sē ḍar gayā jī and was scared by big eyes!


kōī ulfat kī nazar zarā phēr dē [x2] Please, just return some loving look [x2]
lē lē dō cār ānē jigar mērā phēr dē [x2] take 2, 4 anna, give back my courage [x2]
aisē nahīṁ cōrī khulēgī takrār sē The theft won't be solved this way, by quarreling
calō calō thānē batāēm̐ jamādār sē let's go to the police station, we shall talk to the head officer!
[both lines x2]


jānē kahām̐ mērā jigar gayā jī Who knows where my courage is gone!
abhī abhī yahīṁ thā kidhar gayā jī It was right here, right now, where's it gone?
kisī kī adāōṁ pē mar gayā jī It fell for someone's charms,
baṛī baṛī ām̐khiyōṁ sē ḍar gayā jī and was scared by big eyes!


saccī saccī kah dō dikhāō nahīṁ cāl rē [x2] Say truly, show no artifice! [x2]
tūnē tō nahīṁ hai curāyā mērā māl rē [x2] Haven't you stolen my goods/my girl? [x2]
bātēṁ haiṁ nazar kī nazar sē samjhāūm̐gī This is the talk of looks, I will explain with looks
pahlē paṛō pāiyām̐ tō phir batlāūm̐gī Fall at my feet first, then I will explain
[both lines x2]


jānē kahām̐ mērā jigar gayā jī Who knows where my courage is gone!
abhī abhī yahīṁ thā kidhar gayā jī It was right here, right now, where's it gone?
kisī kī adāōṁ pē mar gayā jī It fell for someone's charms,
baṛī baṛī ām̐khiyōṁ sē ḍar gayā jī and was scared by big eyes!
arē! Come on!
[all stanza x2]

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition