Songs
Dua Karosārā jag ghumāyā maiṁ I roamed the entire world.
sārē rāstē ḍhūm̐ḍh diyā maiṁ I searched across all the streets.
apnē ghar kā patā Who knows why I forgot
jānē kyūm̐ bhulāyā maiṁ। the whereabouts of my home.
kis mōṛ sē muṛ gayā maiṁ At what (wrong) turn did I turn
aurōṁ sē kyūm̐ juṛ gayā maiṁ because of which I joined the others,
apnōṁ sē hī xatā having blundered, who knows why,
jānē kyūm̐ kar gayā maiṁ with my own (people)?


māfī mil jāē mujhē May forgiveness reach me!
ām̐sū tham jāēm̐ mērē May my tears cease!
bātēṁ yē sun lē vō xudā … And God, hear these words …


ki āj kōī duā karō mērē laī [x2] That someone, pray for me today! [x2]
ki āj kōī duā karō That someone, pray today!
kōī duā karō Someone pray,
kōī duā karō mērē laī Someone pray for me!
ki āj kōī duā karō mērē laī [x2] That someone, pray for me today! [x2]
ki āj is rāt kī That today, of this night
kōī subah karō someone make a morning
kōī subah karō mērē laī someone make a morning for me!


hāṁ, tū mujhē rōnē dē Yes, let me weep,
sārī rāt tak taklīf mujhē hōnē dē let the me pain all night long,
mērā cain-ō-qarār mujhē khōnē dē let me lose my peace and comfort.
bēcain maiṁ rahūm̐ sārī duniyā kō cain sē sōnē dē let the world sleep in peace, I shall stay restless.
maiṁ nē kyā kiyā? What did I do?
apnōṁ kē sāth maiṁ nē kyā kiyā? What did I do with my own (people)?
maiṁ nē dhōkhā sab kō hī hai diyā Since I indeed defrauded all my own
apnōṁ kō hār kē maiṁ jīyā I lived wearied/defeated.
tō kyā jiyā? Therefore, what life?
kis kām kī hai jīt Of what use/purpose is winning?
bas nām kī hai jīt It is a victory just of (in) name.
naśā-ē-jām bhī hai jīt Besides, victory is (wine) intoxication,
sālā harām bhī hai jīt The darn victory, is illegitimate!


ki āj kōī duā karō mērē laī [x2] That someone, pray for me today! [x2]
ki āj kōī duā karō That someone, pray today!
kōī duā karō Someone pray,
kōī duā karō mērē laī Someone pray for me!


hō … kāfir tō nahīṁ Not an infidel,
yārā, maiṁ kāfir tō nahīṁ friend, I am not an unbeliever.
apnā hūm̐, gairōṁ mēṁ I am (one of) yours! Am I indeed not connected
maiṁ śāmil tō nahīṁ? among the close ones?
bhulā hūm̐ maiṁ hāṁ bhulā I have forgotten, yes,
par khōyā tō nahīṁ forgotten, but I am not lost.
rāstā dikhā dē mujhē Dear, show me
saiyām̐ tū sahī the way, please


hō … qābil banā dē mujhē Oh, … make me worthy
cāhē sajā dēṁ mujhē even if you punish me,
ab tō galē sē lē lagā at least now embrace me!.


ki āj kōī duā karō mērē laī [x2] That someone, pray for me today! [x2]
ki āj kōī duā karō That someone, pray today!
kōī duā karō Someone pray,
kōī duā karō mērē laī Someone pray for me!
ki āj kōī duā karō mērē laī [x2] That someone, pray for me today! [x2]
ki āj is rāt kī That today, of this night
kōī subah karō someone make a morning
kōī subah karō mērē laī someone make a morning for me!

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition