Songs
Chand Sifarishsubhān allāh! [x6] Praise God! [x6]

cām̐d sifāriś jō kartā hamārī If the moon were interceding for me
dētā vah tumkō batā it would tell you this:
śarm-ō-hayā pē pardē girā kē having dropped the veil of modesty
karnī hai hamkō xatā you must do mischief to me.
zid hai ab tō hai xud kō miṭānā Now (my) obstinacy is to efface myself
hōnā haiṁ tujhmēṁ fanā and be extinguished in you

cām̐d sifāriś jō kartā hamārī If the moon were interceding for me
dētā vah tumkō batā it would tell you this

tērī adā bhī hai jhōṁkēvālī Your grace is quite breeze-like,
chū kē guzar jānē dē let me touch you and pass by
tērī lacak hai kē jaisē ḍālī Your elasticity is like a twig,
dil mēṁ utar jānē dē let it come down into my heart!
ā jā bām̐hōṁ mēṁ kar kē bahānā Make an excuse and come into my arms,
hōnā hai tujhmēṁ fanā I must be extinguished in you

cām̐d sifāriś jō kartā hamārī If the moon were interceding for me
dētā vah tumkō batā it would tell you this
śarm-ō-hayā pē pardē girā kē having dropped the veil of modesty
karnī hai hamkō xatā you must do mischief to me.

subhān allāh! [x6] Praise God! [x6]

ai jō irādē batā dūm̐ tumkō Ah! If I explained to you my intentions,
śarmā hī jāōgī tum you would blush
dhaṛknēṁ jō sunā dūm̐ tumkō If I made by heartbeats be heard by (to) you,
ghabrā hī jāōgī tum you would be alarmed.
hamkō ātā nahīṁ hai chupānā I don't know how to conceal
hōnā hai tujhmēṁ fanā I must be extinguished in you

cām̐d sifāriś jō kartā hamārī If the moon were interceding for me
dētā vah tumkō batā it would tell you this
śarm-ō-hayā pē pardē girā kē having dropped the veil of modesty
karnī hai hamkō xatā you must do mischief to me.
zid hai ab tō hai xud kō miṭānā Now (my) obstinacy is to efface myself
hōnā haiṁ tujhmēṁ fanā and be extinguished in you

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition