Songs
Chaiyya Chaiyyajin kē sar hō iśq kī chāōṁ He whose head is in the shadow of love
pām̐v kē nīcē jannat hōgī heaven will be beneath his feet
jin kē sar hō iśq kī chāōṁ he whose head is in the shadow of love

cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ [x2] Let's walk in the shade, in the shade
chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ in the shade, in the shade,
cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ Let's walk in the shade, in the shade
[all stanza x2]

sār iśq kī chāōṁ cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ Head in the shadows of love, let's walk in the shade
sār iśq kī chāōṁ cal chaiyyām̐ Head in the shadows of love, let's walk in the shade
pām̐v jannat calē cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ Feet walking in paradise, let's walk in the shade
pām̐v jannat calē cal chaiyyām̐ Feet walking in paradise, let's walk in the shade

cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ [x4] Let's walk in the shade, in the shade [x4]

vah yār hai jō xuśbū kī tarah That friend who is like a fragrance,
jis kī zubān urdū kī tarah whose language is like Urdu (poetry)
mērī śām, rāt mērī kāynāt she is (my) evening, (my) night, my universe
vah yār mērā saiyām̐ saiyām̐ that friend is my beloved, my beloved

cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ [x4] Let's walk in the shade, in the shade [x4]

gul-pōś kabhī itrāē kahīṁ Wherever, covered in flowers, strutting coquettishly
mahkē tō nazar ā jāē kahīṁ she fragrantly comes into view
[both lines x2]
tāvīz banā kē pahnūm̐ usē turned into an amulet, I shall wear it,
āyat kī tarah mil jāē kahīṁ it shall hold together somewhere, like a sacred verse

tāvīz banā kē pahnūm̐ usē / Turned into an amulet, I shall wear it, /
vah yār hai jō xuśbū kī tarah that friend who is like a fragrance
āyat kī tarah mil jāē kahīṁ it shall hold together somewhere, like a sacred verse
mērā naġmā vahī mērā kalmā vahī She is just a melody, my kalima,
mērā naġmā naġmā mērā kalmā kalmā [x4] my melody, my kalima

yār misāl-ē-ōs calē calē (My) friend walks dew-like
pām̐v kē talē firdaus calē walking with heaven underneath the feet
kabhī ḍāl ḍāl kabhī pāt pāt mēṁ At times in a branch, at times in a leaf,
havā pē ḍhūm̐ḍhūm̐ uskē niśān I shall search her traces over the wind

sār iśq kī chāōṁ cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ Head in the shadows of love, let's walk in the shade
sār iśq kī chāōṁ cal chaiyyām̐ Head in the shadows of love, let's walk in the shade
pām̐v jannat calē cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ Feet walking in paradise, let's walk in the shade
pām̐v jannat calē cal chaiyyām̐ Feet walking in paradise, let's walk in the shade

cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ [x4] Let's walk in the shade, in the shade [x4]

maiṁ uskē rūp kā śaidāī I am an enamored of her shape
vah dhūp chām̐v sā harjāī she is inconstant like sunlight and shade
vah śōx hai raṁg badltā hai She is mischievous, she changes colors
maiṁ raṁg rūp kā saudāī [x2] I am a madman of (her) colors and shape

jin kē sar hō iśq kī chām̐v He whose head is in the shadow of love
pām̐v kē nīcē jannat hōgī heaven will be beneath his feet
[both lines x2]
śām rāt mērī kāynāt she is (my) evening, (my) color, my universe
vah yār mērā saiyām̐ saiyām̐ I am insane about her color and shape

cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ [x4] Let's walk in the shade, in the shade [x4]

sār iśq kī chāōṁ cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ Head in the shadows of love, let's walk in the shade
sār iśq kī chāōṁ cal chaiyyām̐ Head in the shadows of love, let's walk in the shade
pām̐v jannat calē cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ Feet walking in paradise, let's walk in the shade
pām̐v jannat calē cal chaiyyām̐ Feet walking in paradise, let's walk in the shade

cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ [x4] Let's walk in the shade, in the shade [x4]

vah yār hai jō xuśbū kī tarah That friend who is like a fragrance,
jis kī zubān urdū kī tarah whose language is like Urdu (poetry)
mērī śām, rāt mērī kāynāt she is (my) evening, (my) color, my universe
vah yār mērā saiyām̐ saiyām̐ I am insane about her color and shape

cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ Let's walk in the shade, in the shade
chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ in the shade, in the shade
cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ [x2] Let's walk in the shade, in the shade [x2]
chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ in the shade, in the shade
cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ Let's walk in the shade, in the shade
cal chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ chaiyyām̐ Let's walk in the shade, in the shade

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition