Songs
Bol Kaffara Kya Hogataskīn dil kī xātir tum For the sake of heart's satisfaction,
bichṛtē vaqt muskurātē rahō you keep smiling while parting
ō jānēvālē dūr jātē huē Oh leaver, while going away,
palaṭ, palaṭ kē nazar milātē rahō turn around and let our eyes still meet


dil ġalatī kar baiṭhā hai, (My) heart has made a careless mistake,
ġalatī kar baiṭhā hai dil a careless mistake
[both lines x3]
dil ġalatī kar baiṭhā tū bōl kaffārā kyā hōgā (My) heart having done a careless mistake, you tell me what the penance will be!
mērē dil kī dil sē taubā, My heart' hearty repentance,
dil sē taubā mērē dil kī hearty repentance
[both lines x2]
dil kī taubā kī dil ab pyār dōbārā na hōgā Heart's repentance, now there won't be love again
dil kī taubā ē ab pyār dōbārā na hōgā Heart's repentance, ah, now there won't be love again!


tū bōl kaffārā kaffārā bōl kaffārā [x2] Tell the penance, tell the penance [x2]
kaffārā bōl ō yārā kaffārā kyā hōgā The penance, tell it, friend, what the penance will be


jugnū jugnū kar kē Collected fireflies,
tērē milan kē dīp jalāē haiṁ they have ignited the lamp of your encounter
ham nē jugnū jugnū kar kē I collected fireflies,
tērē milan kē dīp jalāē haiṁ they have ignited the lamp of your encounter
ām̐khiyōṁ mēṁ mōtī bhar bhar kē Pearls (tears) filling my eyes,
tērē hijar mēṁ hāth uṭhāē haiṁ (my) hands have raised (in prayer) at your separation


tērē nām kē harf kī tasbīh kō I attached the letters of the rosary of your name
sām̐sōṁ kē galē kā hār kiyā (with) my breath, and made a necklace
duniyā bhūlī aur sirf tujhē I forgot the world (and) only you
hāṁ sirf tujhē hī pyār kiyā yes, only with you I loved


tum jīt gaē ham hārē, You won, I am defeated,
ham hārē aur tum jītē I am defeated and you won
[both lines x2]
tum jītē hō lēkin You won, but hey!
ham sā kōī hārā na hōgā There won't be any defeated one like me!


mērē dil kī dil sē taubā, My heart' hearty repentance,
dil sē taubā mērē dil kī hearty repentance
dil kī taubā ē dil (My) heart's repentance, ah,
ab pyār dōbārā na hōgā now there won't be love again!


tū bōl kaffārā You tell the penance,
kaffārā bōl kaffārā tell the penance
kaffārā bōl ō yārā The penance, tell it, friend,
ō yārā bōl kaffārā kyā hōgā what the penance will be


hamēṁ thī ġaraz tum sē I had a need of you,
aur tumhēṁ bē-ġaraz hōnā thā and you had to be disinterested
tumhēṁ hī lādvā hō kar hamārā maraz hōnā thā Having become simply incurable, you had to become my disease
calō ham farz kartē haiṁ I assume
ki tum sē pyār kartē haiṁ that I am in love with you,
magar is pyār kō bhī kiyā hamī pē farz hōnā thā but how (come) this love had to be made mandatory (precisely) on me?


dhaṛkan dhaṛkan dhaṛkē Heartbeat (after) heartbeat palpitating,
dhaṛkē … palpitating …
ham nē dhaṛkan dhaṛkan dhaṛkē I, palpitating heartbeat by heartbeat,
dil tērē dil sē jōṛ liyā connected your heart with (my) heart
ām̐khōṁ nē ām̐khēṁ paṛh paṛh kē (My) eyes, having read your eyes,
tujhē virad banā kē yād kiyā committed your verse/daily routine to memory


tujhē pyār kiyā tō tū hī batā I loved you, so tell me:
ham nē kyā kōī jurm kiyā did I commit a crime?
aur jurm kiyā hai tō bhī batā Even if I have committed a crime, tell me
bējirm kē jurm kī kyā hai sazā what is the penalty of the crime of a faultless one?


tumhēṁ ham sē baṛh kar duniyā, To you, the world is more important than I,
duniyā tumhēṁ ham sē baṛh kar the world is more important than I, for you
[both lines x2]
ham kō tum sē baṛh kar For me, except you, more important
kōī jān sē pyārā na hōgā than life, there won't be any beloved


mērē dil kī dil sē taubā, My heart' hearty repentance,
dil sē taubā mērē dil kī hearty repentance
dil kī taubā (My) heart's repentance,
ē dil ab pyār dōbārā na hōgā ah, now there won't be love again!


tū bōl kaffārā You tell the penance,
kaffārā bōl kaffārā tell the penance
kaffārā bōl ō yārā, ō yārā, The penance, tell it, friend,
bōl kaffārā kyā hōgā what the penance will be

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition