Songs
Billo Ranihāṁ śahar mēṁ dūsrī kōī Yeah, in the city,
nahīṁ kōī tujh sī billō there is no other like you, Billo
jō bhī dēkhē yahī pūchē Even everyone you see is asking
hai yah kiskī billō if he is the one you belong to, Billo
har adā tērī jagtī hai qayāmat kōī Every coquetry of yours awakens some apocalypse
har qadam par tū girtī calē bijlī billō Billo, on every step you take, a lightining falls!


iśq kar kē tujhsē dīvānā bētāb huā barbād huā Crazily in love with you, he got restless, ruined
bhūl gayā apnā bhī nām jab nām tērā isē yād huā Since your name is in his thought, he forgot his
[both lines x2]


yē haiṁ jō majnūm̐ / hāy These who are love-crazed ... alas!
inhēṁ kyā maiṁ samjhūm̐ / taubā What should I think of them ... good heavens!
rōz hō jātē haiṁ yah kisī na kisī pē fidā Every day they are infatuated with one or with another
arē hāṁ Come on, yeah
āj iskē pīchē kal uskē pīchē Today after this one, tomorrow after that one
kyā ṭhikānā hai inkā What residence/certainty is there, of his,
ki hō jāē kab lāptā that doesn't ever become lost/untraceable?
hō inkī mōhabbat rēśam kā jāl hai hāy Oh, their love is like a mesh of silk, ah!
dīvāngī bhī inkī ēk cāl hai Even their craziness is a trick


hō billō rānī Oh Billo Queen
hō billō rānī Oh Billo Queen,
kahō tō abhī jān dē dūm̐ say the word, and I shall give my life right now
[both lines x4]


iśq kar kē tujhsē dīvānā bētāb huā barbād huā Crazily in love with you, he got restless, ruined
bhūl gayā apnā bhī nām jab nām tērā isē yād huā Since your name is in his thought, he forgot his
[both lines x2]


lacktī bām̐hōṁ kē is gulśan mēṁ In the garden of your supple arms
phūlōṁ jaisē is tan mēṁ In this body of yours, like flowers
hō pāgal hī kar dē aisē xuśbū hai Oh, there is a fragrance that makes me mad
camktī ām̐khōṁ kī in tārōṁ mēṁ In the stars of your shining eyes
hōṭhōṁ kē gulzārōṁ mēṁ In the rose gardens of your lips
hō dīvānā kar dē aisā jādū hai Oh, there is such a magic that makes me mad


ō tērī bātēṁ rijhāēm̐ Oh, your talk
mērē dil kō phir bhī charm my heart once and again
maiṁ na mānūm̐ inhēṁ hō mēṁ na mānūm̐ (But) oh, I have trouble believing in them
tērī ām̐khēṁ dikhāēm̐ sapnē Your eyes show me dreams
pair na saccā jānūm̐ inhēṁ but I don't take them as honest


ōf ō! Ah, me!
rāh mēṁ tūnē mujh sē rōkā hai You have stopped me in my tracks
is mēṁ kōī na kōī dhōkā hai Is there any deception in this, or isn't it?


hō billō rānī Oh Billo Queen,
hō billō rānī Oh Billo Queen,
kahō tō abhī jān dē dūm̐ say the word, and I shall give my life
[both lines x4]


ki ab tak ṭhumrī samajh mēṁ āī na So far into the thumri, if you didn't understand (yet)
ghūm liyā cāhē sab duniyā Although you might roam around the entire world,
ē ham sā prēmī na milī hai tum kā kabhī hey, you haven't found yourself a sweetheart like me
ki billō dhak dhak ē mān dahkātā hai Billo, when my heart is palpitating "thud, thud"
tan mēṁ agni bhaṛktā hai fire flares up in my body
jab jab lagāvtā hō tum ṭhumkā kahīṁ whenever you do your thumka


ō tērī nīyat hai khōṭī Your intentions are fake
mān hai pāpī (your) heart is wicked
harjāī tū bēīmān tū You are a vagabond, a cheater
tērī cāhat maiṁ jānūm̐ rājā kyā hai mujhkō I know your what your love is for me, king
bhōlī nahīṁ jān tū I am not naïve, know that!


bhēs banāē prēmī kā sā hai Under the guise of a lover
tū bham̐vrā tū ras kā pyās hai you are a back bee, you are thirsty for the juice


hō billō rānī Oh Billo Queen,
hō billō Oh Billo,
hō billō Oh Billo,
hō billō rānī Oh Billo Queen,
kahō tō abhī jān dē dūm̐ say the word, and I shall give my life right now
[both lines x2]
hō jān dē dūm̐ jī karē īmān dē dūm̐ Oh, I shall give my life, my faith
billō rānī Billo Queen,
kahō tō abhī jān dē dūm̐ say the word, and I shall give my life right now
hō billō rānī Oh Billo Queen,
kahō tō abhī jān dē dūm̐ say the word, and I shall give my life right now

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition