Songs
Banjaarabaṁjārā baṁjārā dil mērā baṁjārā Nomad, nomad, my heart is a nomad.
dēkhā jab sē uskō dil mērā dil mērā baṁjārā Upon seeing her, my heart is a nomad.
na jāgā na sōyā dil mērā dil mērā baṁjārā Neither sleeping nor staying awake, my heart, my heart is a nomad
jō muskurāē vah, sab kuch bhulāē vah When she smiles, she makes (it) forget everything
dēkhō bhaṭak kē āē dil baṁjārā! Look at my heart go astray and be a nomad!


baṁjārā baṁjārā uskī dhun mēṁ dil baṁjārā [x2] A nomad, a nomad, in her tune (my) heart is a nomad [x2]


lahrā kē dil sē guzrtī hai vah She goes through my heart as waves having crashed
jānē kyā giṭ-piṭ kartī hai vah Who knows what incomprehensible language she speaks
ō ō Ho! Ho!
haṁs dē tō uṛē dil mēṁ hai titliyām̐ She has laughed and butterflies have flown in (my) heart
bēmausam girē ham pē hai bijliyām̐ Unseasonable lightnings have fallen upon me
us par yah dil ā ā kē hārā Upon her coming, my heart was conquered


baṁjārā baṁjārā uskī dhun mēṁ dil baṁjārā [x2] A nomad, a nomad, in her tune (my) heart is a nomad [x2]


bātōṁ mēṁ uskī jādūgrī [x2] There is sorcery in (her) words [x2]
nigāhōṁ mēṁ uskī kārīgrī There is craftsmanship in her looks
saikṛōṁ xvāb us pē hai xarcā kiyē I have spent hundreds of sleeps on her
phir bhī milnē kō har rōz tarsā kiyē yet, I craved every day to join you
kah dē tō chōṛ dūm̐ maiṁ yah jag sārā If/once she says, I shall abandon this whole world


baṁjārā baṁjārā uskī dhun mēṁ dil baṁjārā [x2] A nomad, a nomad, in her tune (my) heart is a nomad [x2]

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition