Songs
Allahu Akbararrahmān-arrhīm The most Gracious, the most Merciful
samīa-la-basīr The All-Hearing, All-Seeing
hakīm-al-alīm The All-Knowing
yā hayy-al-qayūm The Ever-Living


yā karīm ō yā ġaffār ō Oh Bountiful One, Forgiver
rahīm ō azīm-ō-sarī-ā-razā Merciful One, the One of the Swift Favor,
us pē hī rāzī rahūm̐ jō kiyā May I always remain pleased with what
tū nē mujh kō atā you have granted me
yah jō nadāmat kī mālā hai mērē galē mēṁ paṛī This, which is a rosary of refret lying on my neck,
tasbīh is kō banā dē ilāhī [x3] turn it into a tasbih, oh God! [x3]


allhumā, innī-asālukā-birhamtikā Oh God, I ask for your mercy
yā zuljlāl Oh, Splendid One
apnē kiyē pē jhukāē hūm̐ sar dil mēṁ raṁj ō malāl Over my actions, I am bowing the head, sorrow and grief in my heart
tū jō sunē na sunāūm̐gā kis kō yah fariyād maiṁ? If you are not hearing, before whom would I have my supplication heard?
tū hī samīa-la-basīr, al-mujīb [x3] You are the only All-Hearing, All-Seeing, the Responder [x3]


rabbī-azān-bilālī bhī tū You are also the Lord of Bilal’s call to prayer
arham bhī tū aur jalālī bhī tū Also the Most Merciful, and also formidable
kun fayākun kā bhī xāliq hai tū and you are the creator of (through) the "Be, and it was!"


tū rabbī-mustfā / allāhu-akbar You are the Lord of Mustafa (the Chosen) / God is the Greatest
rabbī-murtzā / allāhu-akbar You are the Lord Murtaza (Ali) / God is the Greatest
rabbī-sirāt-al-mustkīm / allāhu-akbar Lord of the Right Path / God is the Greatest
rabbī-kābā / allāhu-akbar Lord of the Kaaba / God is the Greatest
ō Oh!
nūh kī kaśtī The Ark of Noah
kō dēkhtā hūm̐ I am seeing
hauz-ē-nadāmat as, in a sink of regret
mēṁ ḍūbā huā hūm̐ I get drowned


yā rahīm / kar dē tū mujh kō qurbat atā Oh, Merciful One / give me the gift of (your) closeness
yā karīm / dar-guzar kar dē mērī xatā Oh, Generous One / overlook my faults
yā karīm / rahmat kā tērī talabgār hūm̐ Oh, Generous One / I am a seeker of your mercy
yā rahīm/ baṁdā maiṁ tērā gunāhgār hūm̐ Oh, Merciful One / I am a sinner, your slave


dariyā-ē-ātiś mēṁ ham bas yūm̐hī jal jāēm̐gē We will burn in the river of flames, just like that
gar tū sahārā banē yā rab saṁbhal jāēm̐gē But if you become our support, oh Master, we will be saved
tū hī tō vah rauśnī hai ki jis sē maiṁ ġāfil huā You are the light of which I became unattentive
jānē anjānē gunāhōṁ sē kuch bhī na hāsil huā By conscious and unconscious sins, I have achieved nothing at all
hō tērī nazar-ē-karam tō yah muśkil bhī ṭal jāēgī Should your look of mercy (be cast), this diffficulty would be averted
tū hī latīf al-xabīr al-halīm [x2] You are the Benevolent, the Knower, the Tolerant [x2]


rabbī-dīvārī-zu-āl-qarnīn tū You are the Lord of the Wall or Zu-Al-Qarnayn
rabbī-mērājī-kaunain tū You are the Lord of the ascension (Miraj) to both worlds
rabbī-ismāīl-ō-zamzam bhī tū You are also the lord of Ishmael and the Zamzam well


tū rabbī-ibrāhīm / allāhu-akbar You are the Lord of Abraham / God is the Greatest
rabbī-jibrāīl / allāhu-akbar Lord of Gabriel / God is the Greatest
rabbī-malāikā / allāhu-akbar Lord of the angels / God is the Greatest
tū rabbī-kausar / allāhu-akbar You are the Lord of Kausar / God is the Greatest
ō Oh!
apnē ġulāmōṁ kī dē ġulāmī Subjugate your servants,
yā mutakbbir, oh Greatest One,
yā muġnī, yā muġnī oh Fulfiller, oh Fulfiller


ō Oh!
rōz haśr kā aṁdāzā nahīṁ There is no telling, (if) in he Day of Judgement
baxśiś kā sāmān lāyā nahīṁ I didn't carry the burden of my deeds
hai mērī iltijā, kar dē qurbat atā My plea is, grant be the gift of your closeness,
kar dē raham-ō-karam, miskīn hai tērē dar pē khaṛā grant favor, there is a destitute standing at your door


mērē irādē jō ṭūṭē tō mujh kō patā yah calā When my intentions smashed, I came to the realization
tērī hukūmat mēṁ hōgā vahī bas jō tū nē kahā that just you are the one who said what would happen in your dominion
apnē habīb kē sadqē sun lē mērī yah duā As a charity to your dear (Muhammad), hear this prayer of mine
tū hī muqīt al-hasīb al-jalīl You are the Sustainer, the Reckoner, the Illustrious


rabbī-zarb-ē-haidar-ō-hamzā bhī tū You are also the Lord of the Lion's (Ali) and Hamza's strikes,
rabbī-asā-ē-mūsā bhī tū also the Lord of Moses' staff
tū rū-barū bhī aur hai kū-ba-kū you are face-to-face, and are everywhere


tū rabbī-īsā / allāhu-akbar You are the Lord of Jesus / God is the Greatest
tū rabbī-mariyam / allāhu-akbar You are the Lord of Mary / God is the Greatest
rabbī-sahābā / allāhu-akbar Lord of the Companions / God is the Greatest
tū rabbī-pām̐c-tan / allāhu-akbar You are the Lord of the Five Persons / God is the Greatest
ō Oh!
nūh kī kaśtī The Ark of Noah
kō dēkhtā hūm̐ I am seeing
hauz-ē-nadāmat as, in a sink of regret
mēṁ ḍūbā huā hūm̐ I get drowned


āh! Ah!
yā rahīm Oh, Merciful One
yā karīm Oh, Generous One
yā rahīm Oh, Merciful One
yā karīm Oh, Generous One
yā rahīm / kar dē tū mujh kō qurbat atā Oh, Merciful One / give me the gift of your closeness
yā karīm / dar-guzar kar dē mērī xatā Oh, Generous One / overlook my faults
yā rahīm / rahmat kā tērī talabgār hūm̐ Oh, Generous One / I am a seeker of your mercy
yā karīm/ baṁdā maiṁ tērā gunāhgār hūm̐ Oh, Merciful One / I am a sinner, your slave
āh Ah!
kar dē tū mujh kō qurbat atā Give me the gift of your closeness
dar-guzar kar dē mērī xatā Overlook my faults
yā rahīm / rahmat kā tērī talabgār hūm̐ Oh, Merciful One / I am a seeker of your mercy
yā karīm/ baṁdā maiṁ tērā gunāhgār hūm̐ Oh, Generous One / I am a sinner, your slave
āh! Ah!
kar dē tū mujh kō qurbat atā Give me the gift of your closeness
dar-guzar kar dē mērī xatā Overlook my faults
yā rahīm / rahmat kā tērī talabgār hūm̐ Oh, Merciful One / I am a seeker of your mercy
yā karīm/ baṁdā maiṁ tērā gunāhgār hūm̐ Oh, Generous One / I am a sinner, your slave
kar dē tū mujh kō qurbat atā Give me the gift of your closeness
dar-guzar kar dē mērī xatā Overlook my faults
rahmat kā tērī talabgār hūm̐ I am a seeker of your mercy
baṁdā maiṁ tērā gunāhgār hūm̐ I am a sinner, your slave
[last 4 lines x2]

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition