Songs
Afghan Jalebimaqtūl jigar / yā bābā (My) vitals (heart) are slain / oh, father!
qātil hai nazar / yā bābā (Your) gaze is a murderer / oh, father!
ik māh-jabīn / yā bābā One with moonlike brow (beautiful) / oh, father!
ik nūr-ē-nabī / yā bābā A Light of the Prophet / oh, father!
rab kī rubāī / yā bābā A quatrain (poem) of God / oh, father!
yā hai tabāhī / yā bābā Or is she destruction? / oh, father!
gardan surāhī / yā bābā Neck (narrow) like an earthen jug / oh, father!
bōlī ilāhī / yā bābā Deity speech / oh, father!


afġān jalēbī, māśūq farēbī Afghan Jalebi, deviuos beloved
ghāyal hai tērā dīvānā Your lover is stricken
bhāī vāh, bhāī vāh Woah, brother! Woah, brother!
baṁdūq dikhā kē kyā pyār karēgī Will you love (me) having shown (my) gun?
cēhrā bhī kabhī dikhānā You must also show your face sometime
bhāī vāh, bhāī vāh Woah, brother! Woah, brother!
[all stanza x2]


ō … Oh …
dēkh darāzī Take a long look
baṁdā namāzī A pious man …
khēl kē bāzī vallāh xvāhamxvāh … having forcibly betted, by God!
ab ṭhahrā na kisī kām kā? / vallāh vallāh … and now he didn't settle, whose problem is it? / by God, by God!
mīr kā kōī / vallāh Of Mir … / by God!
śēr sunā kē / vallāh … having narrated some sher (poem) / by God!
ghūm̐ṭ lagā kē / vallāh / jām kā … having drunk / by God! / of the goblet
mērā xān mahaz nām kā … my name is merely that of "Khan"


ōē laxat-ē-jigar / yā bābā Oy, piece of my heart / oh father!
ōē nūr-ē-nazar yā bābā Oy, light of my sight / oh father!
ēk tīr hai tū / yā bābā You are an arrow / oh father!
maiṁ cāk jigar / yā bābā I am a punctured heart / oh father!
baṁdōṁ sē nahīṁ tō, allāh sē ḍarēgī If not of man, then (at least) be afraid of God!
vādā tō kabhī nibhānā You must fulfill your promise sometime!
bhāī vāh, bhāī vāh Woah, brother! Woah, brother!


baṁdūq dikhā dikhā kē kyā pyār karēgī Will you love (me) having shown (my) gun?
cēhrā bhī kabhī dikhānā You must also show your face sometime
bhāī vāh, bhāī vāh Woah, brother! Woah, brother!


xvājā jī kī pās tērī cuġlī karūm̐gā I will tattle on you to the Lord
maiṁ tērī cuġlī karūm̐gī I will tattle on you
hāṁ tērī cuġlī karūm̐gā Yes, I will tattle on you
aṁgūṭhī mēṁ qaid tērī um̐glī karūm̐gā In your finger-ring I will put a bondage
maiṁ tērī cuġlī karūm̐gā I will tattle on you
hāṁ tērī cuġlī karūm̐gā Yes, I will tattle on you
[all stanza x2]


gul-ē-gulzār / yā bābā Flower garden / oh father!
mērē sarkār / yā bābā My Lord! / oh father!
baṛē maṁśūr / yā bābā They are amply divulged … / oh father!
tērē ruxsār (yā bābā) … your cheeks/stances / oh father!


hāē, śamśīr nigāhēṁ Ah, scimitar looks!
cābuk sī adāēṁ Whip-like coquetry!
nācīz pē na calānā You musn't use them for trifling things!
bhāī vāh, bhāī vāh Woah, brother! Woah, brother!
baṁdūq dikhā dikhā kē kyā pyār karēgī? Will you love (me) having shown (my) gun?
cēhrā bhī kabhī dikhānā You must also show your face sometime
bhāī vāh, bhāī vāh Woah, brother! Woah, brother!

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition