Songs
Aaqa[in Persian]
[tarz-i sanaayi man nami-daanam] I am unacquainted with the manner of offering praise
[ay noor-i qalbi ay noor-i rooham] Oh, light of the heart, oh, light of my soul
[kaa‘ba-i dil-ha qibla-i dil-ha] Revered centre of people’s hearts
iśq-ē-haqīqī xāliq-ē-ālam Real love, Creator of the world


maulā! Lord!
maulā! Lord!
maulā! Lord!


jahām̐ bhī dēkhūm̐ tērā niśān hai Wherever I look, is your impression
mēhrāb-ē-dil mēṁ tērī āzān hai In the mihrab of (my) heart, is your call
tū hī ahad hai, tū hī hai vāhid You are one, also unique
tū hī hai maxfī, tū hī jalī hai You are concealed, you are manifest


yah sab tumhārā karam hai, āqā [x2] It is all (due to) your generosity, Lord [x2]
ki bāt ab tak banī huī hai that up until now, matter(s) have succeed
yah sab tumhārā karam hai, āqā It is all (due to) your generosity, Lord
ki bāt ab tak banī huī hai that up until now, matter(s) have succeed


kisī kā ēhsān kyūm̐ uṭhāēm̐ Why would we invoke someone (else)'s favor?
kisī kō hālāt kyūm̐ bitāēm̐ for whom shall we spend our ecstasy?
tumhīṁ sē mām̐gēṁgē tumhīṁ dōgē We will beg from you, only you will give,
tumhārē dar sē hī lau lagī hai on your doorstep only, fixated in constant devotion


yah sab tumhārā karam hai, āqā [x2] It is all (due to) your generosity, Lord [x2]
ki bāt ab tak banī huī hai that up until now, matter(s) have succeed
yah sab tumhārā karam hai, āqā It is all (due to) your generosity, Lord
ki bāt ab tak banī huī hai that up until now, matter(s) have succeed


allāh-hū God, God
allāh, allāh-hū God, God
[both lines x2]


ai, mērē mālik Ho, my Master
ai, mērē mālik mērē xāliq mērē hājat-ravā Ho, my Master, my Creator, my Fulfiller
jab nahīṁ hō sāth kōī [x2] When there is no company
jab nahīṁ hō sāth kōī bas tērā hai āsrā When there is no company, protection is only yours
[all stanza x2]


chāē kahīṁ jō gahrā am̐dhērā Whenever grievous darknes pervades
tērī atā sē āē savērā daybreak comes from your bounty
tērī hī xilqat cām̐d tārē The stars and the moon are just your creation,
tū nē hī baxśī yah rauśnī hai only you have bestowed brightness


yah sab tumhārā karam hai, āqā [x2] It is all (due to) your generosity, Lord [x2]
ki bāt ab tak banī huī hai that up until now, matter(s) have succeed
yah sab tumhārā karam hai, āqā It is all (due to) your generosity, Lord
ki bāt ab tak banī huī hai that up until now, matter(s) have succeed


maiṁ faqīrī mēṁ bhī hūm̐ kitnā qalaṁdar dēkhō Look indeed how ecstatic I am, in ascetism
dēkhnē vālā zarā mērā muqddar dēkhō Onlookers, please look at my fate
xatā huī tō xatā kō mērī chupāyā hai tum nē When I commited a fault, you have concealed the fault
karam apnā kar diyā apnā banāyā tum nē You were generous/clement, making me yours


kisī kā ēhsān kyūm̐, uṭhāēm̐ Why would we invoke someone (else)'s favor?
kisī kō hālāt kyūm̐, bitāēm̐ for whom shall we spend our ecstasy?
tumhīṁ sē mām̐gēṁgē tumhīṁ dōgē We will beg from you, only you will give,
tumhārē dar sē hī lau lagī hai on your doorstep only, fixated in constant devotion


yah sab tumhārā karam hai, āqā [x2] It is all (due to) your generosity, Lord [x2]
ki bāt ab tak banī huī hai that up until now, matter(s) have succeed
yah sab tumhārā karam hai, āqā It is all (due to) your generosity, Lord
ki bāt ab tak banī huī hai that up until now, matter(s) have succeed


tū xudā-ē-lam-yazal You are God eternal
tū hī hai rab-ul-ālmīn You are Lord of the Worlds
tērē sajdē mēṁ jhukī dōnōṁ jahānōṁ kī jabīn Both worlds incline their foreheads in worship
tū hī avval tū hī āxir You are the first, you are last
tū ahad vāhid bhī tū You are one, also unique
virad tērē nāmōṁ kā rahā hai kū-ba-kū The recitation of your names has remained everywhere


[with chorus in the background]
tū xudā-ē-lam-yazal … You are God eternal …
tū xudā-ē-lam-yazal … You are God eternal …
tū hī hai rab-ul-ālmīn … You are Lord of the Worlds …
tērē sajdē mēṁ jhukī haiṁ … In worship of yours, have inclined …
tērē sajdē mēṁ jhukī dōnōṁ jahānōṁ kī jabīn … Both worlds inclined their foreheads in worship …
tū hī avval tū hī āxir … You are the first, you are last …
tū ahad vāhid bhī tū … You are one, also unique …
virad tērē nāmōṁ kā … The recitation of your names …
virad tērē, virad tērē nāmōṁ kā … The recitation, the recitation of your names …
virad tērē nāmōṁ kā … The recitation of your names …
ōh, rahā hai kū-ba-kū … Oh, has persisted everywhere …
kū-ba-kū … Everywhere …
virad tērē nāmōṁ kā … The recitation of your names …
maulā! Lord!

Click here for a Full Clickable Dictionary View of the song, where you can click on each word to obtain a definition